Yaad aayi teri song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dimpy. This song was released on 30 Aug 2002.
Yaad aayi teri yaad aayi
Yaad aayi teri yaad aayi
Yaad aayi teri yaad aayi
Aayi aayi aayi aayi
Jane kyu teri yaad aayi
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Chain gawaya maine
Nind bhi na aayi
Aayi aayi aayi aayi


Aayi aayi jane kyu
Teri yaad aayi
Aayi aayi jane kyu
Teri yaad aayi
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Chain gawaya maine
Nind bhi na aayi
Aayi aayi aayi aayi
Aayi aayi


Hotho pe aahe dil mein dhua hai
Aankho me kitni nami hai
Tere alawa sab kuch yaha hai
Tere alawa sab kuch yaha hai
Bas ek teri kami hai
Ye jami aasma hai sabhi bejuba
Koi khabar na aayi
Aayi aayi jane kyu
Teri yaad aayi
Aayi aayi jane kyu
Teri yaad aayi
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Chain gawaya maine
Nind bhi na aayi
Aayi aayi aayi aayi
Aayi aayi


Yado ki teri najuk si dori
Apni taraf mujhko khiche
Deewana dil ye ankhiyo ko miche
Deewana dil ye ankhiyo ko miche
Chalta hai yado ke piche
Tu chupi hai kaha
Kaun sa hai jaha
Tu najar na aayi
Aayi aayi aayi aayi
Aayi aayi jane kyu teri yad aayi
Aayi aayi jane kyu teri yad aayi
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Yaad jo aaye jaan meri jaye
Chain gawaya maine
Nind bhi na aayi
Aayi aayi aayi aayi
Aayi aayi.