Sona sona chand sa song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Hiren Bafna, Sangeeta Bafna. This song was released on 27 Oct 1995.
Hoye ghule gulzar
Jaane tamanna
Mere humdam mere dost
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Tera jalwa kisne dekha
Ho gaya wo deewana
Main hu shola main hu bijli
Jal jayega parwana
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya


Tere pichhe log hai pagal
Tu hai cheej niraali
Gore gore mukhde pe hai
Aankhen kaali kaali
Jispe daalu kaatil nazre
Uska dil le jaau
Main wo titli hu jo
Tere haath kabhi na aau
Hai teri in adaao pe
Mujhko pyar aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya


Rukh se parda hat jaaye to
Dekhu jee bhar bhar ke
Pyar se sab jeete hai
Main dikhlaunga mar mar ke
Na tu mujhpe jaal bichhana
Dane mujhpe daal tu
Apne dil ke pagalpan ko
Yaara ab sambhal tu
Chori chori gori tune
Mera dil churaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Mukhda kaun aaya
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Tera jalwa kisne dekha
Ho gaya wo deewana
Main hu shola main hu bijli
Jal jayega parwana
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Sona sona chand sa
Mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya
Ho mukhda kaun aaya.