Aaja ke mile hum tum dono song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Aaja ke mile hum tum dono
Aaja ke mile hum tum dono
Aaja ke mile hum tum dono
Ulfat ki khaani ban jaaye
Rangeen savera ho jaaye
Rangeen savera ho jaaye
Aur shaam suhaani ban jaaye
Aaja ke mile hum tum dono


Hum pyar mein yun madhosh rahe
Lab kuchh na kahein khamosh rahe
Hum pyar mein yun madhosh rahe
Lab kuchh na kahein khamosh rahe
Aankhon mein likhe afsaana
Duniya ki jabaani ban jaaye
Aaja ke mile hum tum dono


Aaja o sanam hum wahan tak chale
Jahan jaage ye dharti amabr mile
Aaja o sanam hum wahan tak chale
Jahan jaage ye dharti amabr mile
Saagar ki bane lehere gaano
Leharo ki rawaani ban jaaye
Aaja ke mile hum tum dono


Hum pyaar ka woh andaaz bane
Ulfat haseen aawaz bane
Hum pyaar ka woh andaaz bane
Ulfat haseen aawaz bane
Har waqt zamana dohraye
Ik aisi kahaani ban jaaye
Aaja ke mile hum tum dono


Aaja ke mile hum tum dono
Ulfat ki khaani ban jaaye
Rangeen savera ho jaaye
Rangeen savera ho jaaye
Aur shaam suhaani ban jaaye
Aaja ke mile hum tum dono.