Aaja aaja sapno mein aane wale song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shivan Chitrya. This song was released on 24 Feb 2004.
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja
Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja


Aaj kal raat bhar neend aati nahin
Ek pal bhi teri yaad jaati nahin
Mujhpe tere pyaar ka chaane laga hai nasha
Mujhpe tere pyaar ka chaane laga hai nasha
Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja


Khushboo ki tarah kyon mehekne lagi
Soch ke hi tujhe main behekne lagi
Mujhko nahin hai pata na jaane kya ho gaya
Mujhko nahin hai pata na jaane kya ho gaya
Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja
Dil bada bekarar hai ab tera intezar hai
Aaja aaja sapno mein aane wale aaja.