Mera dil churake song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shivan Chitrya. This song was released on 24 Feb 2004.
Mera dil chura ke na
Aankhen churana
Meri chaahaton ko
Kabhi na bhulana
Mera dil chura ke na
Aankhen churana
Meri chahaton ko
Kabhi na bhulana
Mohabbat huvi hai
Yeh tab maine jaana
Mohabbat hoyi hai
Yeh tab maine jaana
Mujhe log kehne
Lage jab deewana
Mera dil chura ke
Na aankhen churana
Meri chaahaton ko
Kabhi na bhulana
Na jaane kahan kab
Bana yeh fasana
Na jaane kahan kab
Bana yeh fasana
Na maine yeh jaana
Na tune yeh jaana
Mera dil chura ke na
Aankhen churana


Tu mera chain hai
Tu meri pyaas hai
Jaaneman kya tujhe
Isska ehsaas hai
Tu meri neend hai
Tu mera khwaab hai
Bin tere dil mera
Kitna betaab hai
Mujhe ishq mein
Na aazmaana
Mujhe ishq mein
Na aazmaana
Deewana bana ke
Na paagal banana
Mera dil chura ke
Na aankhen churana
Meri chaahaton ko
Kabhi na bhulana


Mil gaye hum yahan
Aashiqui ke liye
Aur kya chaahiye
Zindagi ke liye
Ek pal ke liye
Door hona nahin
Paake tujhko kabhi
Yaar khona nahin
Mujhe apni palkon
Mein har pal basana
Mujhe apni palkon
Mein har pal basana
Mujhe apne seene
Se har dam lagana
Mera dil chura ke
Na aankhen churana
Meri chahaton ko
Kabhi na bhulana
Mohabbat huwi hai
Yeh tab maine jaana
Mujhe log kehne
Lage jab deewana
Mera dil chura ke
Na aankhen churana
Meri chahaton ko
Kabhi na bhulana
Na jaane kahan kab
Bana yeh fasana
Na jaane kahan kab
Bana yeh fasana
Na maine yeh jaana
Na tune yeh jaana.