Aaj Woh Waise Benaqaab Mile Lyrics - Talat Aziz
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaj woh waise benaqaab mile song is from Dhadkan (1993) and it is sung by Talat Aziz. This song is penned by N/A and composed by Talat Aziz. This song was released on 31 Jan 1993.
Lyrics
Aaj woh waise benaqaab mile
Aaj woh waise benaqaab mile
Jaise raato mein mahtaab mile
Aaj woh waise benaqaab mile
Der tak aaj muskuraaye woh
Der tak aaj muskuraaye woh
Der tak aaj muskuraaye woh
Un labo se kai gulaab mile
Un labo se kai gulaab mile
Jaise raato mein mahtaab mile
Aaj woh waise benaqaab mile
Ek chehare ko roz padhte ham
Ek chehare ko roz padhte ham
Ek chehare ko roz padhte ham
Ek chehare ko roz padhte ham
Aise jaise nayi kitaab mile
Aise jaise nayi kitaab mile
Jaise raato mein mahtaab mile
Aaj woh waise benaqaab mile
Ek hi shaksh yaad aata hai
Ek hi shaksh yaad aata hai
Ek hi shaksh yaad aata hai
Log raaho mein behisaab mile
Log raaho mein behisaab mile
Jaise raato mein mahtaab mile
Aaj woh waise benaqaab mile.