Aaj Mere Qatil Ki Niyat Buri Hai Lyrics - Zahreelay | Mohammed Aziz | Anuradha Paudwal
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaj mere qatil ki niyat buri hai song is from Zahreelay (1990) and it is sung by Mohammed Aziz and Anuradha Paudwal.It stars Jeetendra, Sanjay Dutt and Chunky Pandey in leading roles. This song is penned by Majrooh Sultanpuri and composed by Anand Milind. It is produced by Jyotin Goel. This song was released on 19 Jan 1990.
Lyrics
ye aankho ki masti ye bato ka jadu
sambhal ja mere dil kaha kho gaya tu
labo par tapasum bagal me churi hai
labo par tapasum bagal me churi hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
labo par tapasum bagal me churi hai aaj mere ho ho
aaj mere katil ki niyat buri hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
dekhe dal ke bal mathe pe
kitne tan ke sanam baithe hai
hai jaraur aaj kisi se bigdi
ki jo yu banke sanam baithe hai samjh lo ki bijli
samjh lo ki bijli kahi par giri hai
aaj mere ha ha aaj mere katil ki niyat buri hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
aaye jo aaj meri mahfil me
wo jara hosh me chalkar aaye
rat me kaun kise pahchane
log hai chehre badal kar aaye ki tewar hai badle
ki tewar hai badle najar bhi firi hai aaj mere ha ha
aaj mere katil ki niyat buri hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
mahfil se teri jaunga kaha
diwana tera he yar hu mai
pathar hu magar aye jane jaha
dilbar ke liye dildar hu mai
or chahu to fir dunia ke liye
ek chalti hui talwar hu mai yaha jo bhi aaye
ha yaha jo bhi aaye adab se wo baithe
nahi to wo gardan hai or ye churi hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
aaj mere katil ki niyat buri hai
labo par tapasum bagal me churi hai aaj mere ho ho
aaj mere katil ki niyat buri hai
aaj mere katil ki niyat buri hai