Aadmi Nirbal Samay Lyrics - Maharaja Vikram | Mahipal | Sadhana | Bela Bose | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aadmi nirbal samay song is from Maharaja Vikram (1965) and it is sung by Mohammed Rafi.It stars Mahipal, Sadhana, Bela Bose, Anita Guha in leading roles. This song is penned by Bhagwat Dutt Mishra and composed by S N Tripathi. It is produced by Arun Kumar Guha. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
Bal na vidhaya aur na
Shahas kam aata
Hoke rehta wo jo
Likh deta vidata
Samay se hara savyam
Bhagwan hai
Aadmi nirbal samay
Balwan hai
Aadmi tinka samay
Toofan hai
Aadmi nirbal samay
Balwan hai
Aadmi tinka samay
Toofan hai
Paas jiske raz
Tha sukh tha
Bhagwan the
Naam tha eshvariy tha
Dhan tha ratan the
Jo praja ka tha dulara
Pran pyara
Swrag ko dharti pe
Tha jisne utara
Aaj uska ho raha
Apman hai
Aadmi nirbal samay
Balwan hai
Aadmi tinka samay
Toofan hai
Dusro ki nav ka
Jo tha khivaiya
Besahare hai
Usiki aaj naiya
Jo kabhi deta raha
Sabko sahara
Ja raha wo thokare
Khata bechara
Mangta sabse daya
Ka dan hai
Aadmi nirbal samay
Balwan hai
Aadmi tinka samay
Toofan hai.