Aa man se man ki dor song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Vasu Menon. This song was released on 01 Jan 2018.
Oo oo oo
Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya
Mann me pritam
Aan base jab
Aan base to mann
Manndir kah laya
Mann manndir kah laya


Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya


Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya
Mann me pritam aan base jab
Aan base to mann
Manndir kah laya
Mann manndir kah laya


Phul ne ek bulbul se
Pucha pyar kaha rahta hai
Bolo pyar kaha rahta hai
Bulbul sina chir ke boli
Pyar yaha rahta hai
Pyar yaha rahta hai


Sager hai sager hai
Nadiya ki mannzil
Prem ki mannzil
Premi se prem ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to amar
Prem muskaya
Amar prem muskaya


Nil gagan me udta panchhi
Pyar ki boli bole
Pyar ki boli bole


Ya tu kisi ko karle apna
Ya tu kisi ka hole
Ya tu kisi ka hole
Us din ye, us din
Ye sansar na hoga
Jab dunia me pyar na hoga


Mann se mann ki
Dor bandhi jab
Dor bandhi to
Amar prem muskaya
Amar prem muskaya
Mann me pritam a
An base jab
Aan base to mann
Manndir kah laya
Amar prem muskaya
Amar prem muskaya
Amar prem muskaya.