Aa Jane Ja Aa Meharba Lyrics - Sanjeev Kumar | Prem Chopra | Sunil Dutt | Lata Mangeshkar

1977

Lyrics

Aa jane ja aa meharba
Jine ki ada tujhko dilruba
Mai dun sikha mai dun sikha

Ulfat ke pyale se jisne
Thodi si bhi pee
Duniya me usko khuda bhi
Jannat bhi mili
Peele yaar peele yaar
Aa jane ja aa meharba
Jine ki ada tujhko dilruba
Mai dun sikha mai dun sikha

Milti hai jinko mohabbat
Wo hai khushnaseeb
Kar du jai tujhpe inayat
Aaja tu qareeb aaja yaar
Aaja yaar
Aa jane ja aa meharba
Jine ki ada tujhko dilruba
Mai dun sikha mai dun sikha

Zulfo ki phir ye ghataye
Chhaye ke na chhaye
Saanso ka kya hai bharosa
Aaye ke na aaye
Jake aa jake aa
Aa jane ja aa meharba
Jine ki ada tujhko dilruba
Mai dun sikha mai dun sikha.