aa jaa aaaja aa jaa pukaaraa dil ne Lyrics - Nimmi | Suni Dutt | Lata Mangeshkar
1956
Lyrics
haathon men meraa thaamake pal rokaa re
mohe rokaa re
nadiyaa kii laharon ne sainyaa tokaa re
mohe tokaa re
paanv roke naa nain jhuke naa
paanv roke naa nain jhuke naa
puuchhe na man kii aas re
main to aa gayii tere paas re
oy aa jaa aa jaa aa jaa pukaraa dil ne
main nadiyaa ke paar sainyaa aa gayii milane
sab se nain churaake sainyaa aa_ii huun
balamaa aa_ii huun
apanaa ruup sajaake sainyaa aa_ii huun
balamaa aa_ii huun
kaanon men jhumake maathe pe chuumake -2
nainon men kajare kii dor re
zaraa dekh meraa chitachor re
oy aa jaa aa jaa aa jaa
har aahat pe bole ankhiyaan aaye re, piyaa aaye re
haath baandhe aur ? sainyaa haay re, jiyaa jaaye re
dhal dhal jaaye sar se chunariyaa -2
? nain re
mohe tere binaa nahiin chain re
oy aa jaa aa jaa aa jaa
mohe rokaa re
nadiyaa kii laharon ne sainyaa tokaa re
mohe tokaa re
paanv roke naa nain jhuke naa
paanv roke naa nain jhuke naa
puuchhe na man kii aas re
main to aa gayii tere paas re
oy aa jaa aa jaa aa jaa pukaraa dil ne
main nadiyaa ke paar sainyaa aa gayii milane
sab se nain churaake sainyaa aa_ii huun
balamaa aa_ii huun
apanaa ruup sajaake sainyaa aa_ii huun
balamaa aa_ii huun
kaanon men jhumake maathe pe chuumake -2
nainon men kajare kii dor re
zaraa dekh meraa chitachor re
oy aa jaa aa jaa aa jaa
har aahat pe bole ankhiyaan aaye re, piyaa aaye re
haath baandhe aur ? sainyaa haay re, jiyaa jaaye re
dhal dhal jaaye sar se chunariyaa -2
? nain re
mohe tere binaa nahiin chain re
oy aa jaa aa jaa aa jaa