Waada bhool na jaana song is from and it is sung by and .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramanand Sagar. This song was released on 01 Jan 2018.
Waada bhul na jana
Waada bhul na jana
Ho janewale laut ke aana
Waada bhul na jana
O janewale laut ke aana
Waada bhul na jana


Tere sath hi jiyenge
Tere sath ki marenge
Tujhe har janam me paye
Bas yahi dua karenge
Tere sath hi jiyenge
Ye waada bhul na jana
Waada bhul na jana


Tha jil ka kinara pani
Baras raha tha
Bahon mein lake mujhko
Tune yahi kaha tha
Ye ghata se bal kale
Teri chal jaise nagan
Tu husn wadiyo ka
Tera pyara jaise sawan
Tujhse juda na honge na
Tujhe juda na karenge
Tujhe har janam me paye
Bas yahi dua karenge
Tere sath hi jiyenge
Ye waada bhul na jana
Waada bhul na jana


Phulo ke bich the hum
Suraj bhi dubta tha
Aankho pe hoth rakhke
Jab tune ye kaha tha
Main chun ke lau tare
Teri maang main sawaru
Apani dulhan banake
Tujhe umar bhar niharu
Tere bol mithe mithe
Sun kar jiya karenge
Tujhe har janam main paaye
Bas yahin duwa karenge
Tere sath hi jiyenge
Ye waada bhul na jana
Waada bhul na jana


Pujungi har tera vardan
To tumhi ho iman bhi tumhi ho
Bhagawan bhi tumhi ho
Jitane janam ho saath nibhana
Waada bhul na jana
O janewale laut ke aana
Waada bhul na jana
Waada bhul na jana.