Tullam tulla song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gary Van Shipley, Sagar Shukla. This song was released on 01 Jan 2018.
Tullam tulla tullam tulla
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya
Chadhi hain sabko masti
Jhoom rahi hain basti
Chadhi hain sabko masti
Jhoom rahi hain basti
Are dhoom dhadaka hua aisa
Are seher mein halla ho gaya ha
Khullam khulla khullam khulla
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya hoy


Main bada
Main dilwala bade bado ke
Hosh udaa doon
Mujhse badh kar koi nahi
Main bahot bada hoon
Main dilwala bade bado ke
Hosh udaa doon
Mujhse badh kar koi nahi
Main bahot bada hoon
Main aisa hoon
Jo mujhse lega takar
Sach kaheta hoon use
Bana dunga ghanchakkar
Sun ke meri baat
Ikkata saara mohalla ho gaya
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya
Khullam khulla khullam khulla


Suno suno ji ek
Khabar hai bilkul taaji
Mil jhul ke hum sabne
Jeeti hain ye baazi
Suno suno ji ek
Khabar hai bilkul taaji
Mil jhul ke hum sabne
Jeeti hain ye baazi
Is basti ki saari
Praja ban gayi raja
Baja diya hain humne
Us dushaman ka baja
Aisa dhol bajaya uska ke
Ke woh paakad pilla ho gaya
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya
Hulla ghulla ghullam ghulla
Khullam khulla ho gaya


Chadhi hain sabko masti
Jhoom rahi hain basti
Chadhi hain sabko masti
Jhoom rahi hain basti
Are dhoom dhadaka hua aisa
Are seher mein halla ho gaya ha
Khullam khulla khullam khulla
Khullam khulla khullam khulla
Khullam khulla khullam khulla.