Deewana main na tha song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Masoom. This song was released on 26 Oct 2001.
Kab kaise aur kya afsana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya

Deewana tu na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsana ban gaya

Jaadu nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Jaadu nigahon ka teri
Mujhpe asar kar gaya hai
Dil deewana tumhara
Vaada koi kar gaya hai
Maine mana meri jaan, maine mana
Dil jo bola wohi kar diya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main na tha, deewana ban gaya

Dhadkanein sun rahi hain
Dhadkanon ki zubaan ko
Dhadkanein sun rahi hain
Dhadkanon ki zubaan ko
Aisa haseen ho nazara to
Kaise na armaan jawan hon
Tere bin ek pal nahin jeena
Maine yeh faisla kar liya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya

Deewana main na tha, deewana ban gaya
Kab kaise aur kya afsana ban gaya
Na tujhe hai khabar, na mujhe hai magar
Jaane kab dil se dil mil gaya
Deewani main ho gayi
Deewana main ho gaya
Deewana main ho gaya