Dil jaan jigar tujhpe nisaar kiya hai song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Mansoor Siddiqui. This song was released on 12 Apr 1996.
Dil jaan jigar tujh pe nisaar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai re tujhe pyaar kiya hai
Toone bhi mujhe kitna bekaraar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai re bahut pyaar kiya hai
Dil jaan jigar tujh pe...
Main to hoon teri adaaon ka mara
Tu hi kyun samjhe na mera ishara
Jhoom ke tu aaja baahon mein sama ja
Ab tak bada hi intezar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai...
Meri taraf dekh zara nazrein utha ke
Palkon mein rakha hai tujhko chhupa ke
Apna banaayenge tujhko rijhaayenge
Tere liye to yeh singar kiya hai
Kyun
Pyaar kiya hai...