Sada rahen din yahi humaare song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Sada rahen din yahi hamaare
Sada rahen yahi raaten
Balam ji sada rahen yahi raaten
Uljhe rahe nainon se naina
Dil se ho dil ki baaten
Ho sajni dil se ho dil ki baaten
Sada rahen din yahi hamaare
Sada rahen yahi raaten
Balam ji sada rahen yahi raaten


Phooli phhali hai man ki bagiyaa
Aa aa aa aa aa aa
Umad rahi hai jeewan nadiyaa
Umad rahi hai jeewan nadiyaa
Barkha prem ki barse
Jaise saawan ki barsaaten
Balam ji saawan ki barsaaten
Barkha prem ki barse
Jaise saawan ki barsaaten
Balam ji saawan ki barsaaten
Sada rahen din yahi hamaare
Sada rahen yahi raaten
Balam ji sada rahen yahi raaten


Phool bani hai kali ye khilke
Ae ae ae ae ae ae
Do dil ek huye hain milke
Do dil ek huye hain milke
Bhanwre ki ab kali se hongi
Nis din preet ki ghaaten
O sajni nis din preet ki ghaaten
Bhanwre ki ab kali se hongi
Nis din preet ki ghaaten
O sajni nis din preet ki ghaaten


Sada rahen din yahi hamaare
Sada rahen yahi raaten balam ji
Sada rahen yahi raaten
Sada rahen din yahi hamaare
Sada rahen yahi raaten balam ji
Sada rahen yahi raaten.