Chhal baliya jadu kar gayo song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Chhal baliya jadu kar gaya
Haye kya karu
Kanhaiya jadu kar gayo
Haye kya karu main
Haye kya karu mai
Chhal baliya jadu haye haye
Kanhaiya jadu kar gayo


Bhar pichkari chaliya ne bhari
Rang se bhar di chunriya hamari
Bhar pichkari chaliya ne bhari
Rang se bhar di chunriya hamari
Apne hi rang me mohe rang gayo
Haye kya karu mai
Chhal baliya jadu haye haye
Kanhaiya jadu kar gayo


Man ki dagariya pag pag chalke
Pag pag chalke
Man ki dagariya pag pag chalke
Aayi hu apne kanha se milke
Milke kanhaiya daga de gayo
Chal baliya jadu kar gaya
Haye kya karu
Haye kya karu main
Chhal baliya jadu haye haye
Kanhaiya jadu kar gayo


Main to kisi ki laz na rakhu
Murli ki dhun pe cham cham nachu
Main to kisi ki laz na rakhu
Murli ki dhun pe cham cham nachu
Murli bajake man har gayo
Haye kya karu main
Chhal baliya jadu haye haye
Kanhaiya jadu kar gayo.