Wo akhiyaan milaa kar chale gaye song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1949.
wo ankhiyaan milaa kar
( wo ankhiyaan milaa kar chale gaye
main rah ga_ii ankhiyaan malatii re
main rah ga_ii ankhiyaan malatii re ) -2
( kyuun dukhiyaa dil ko tod gaye
hamen kisake sahaare chhod gaye
hamen kisake sahaare chhod gaye ) -2
wo aag lagaa kar
wo aag lagaa kar kar chale gaye
main rah ga_ii aag men jalatii re
main rah ga_ii aag men jalatii re
wo ankhiyaan milaa kar chale gaye
main rah ga_ii ankhiyaan malatii re -2
wo chale gaye
wo chale gaye aur wahiin huun main
huun aise jaisii nahiin huun main -2
wo chale gaye aur wahiin huun main
huun aise jaisii nahiin huun main
wo paas bulaa kar
wo paas bulaa kar chale gaye
kyaa ho ga_ii mose galatii re -2
wo ankhiyaan milaa kar
wo ankhiyaan milaa kar chale gaye
main rah ga_ii ankhiyaan malatii re -2