Bin tere song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Bharat Anand. This song was released on 15 Jun 2012.
Bezubaan bezubaan
Hum rahe bezubaan
Tumse keh na sake
Dil ki hum dastan
Tumne to aakar
Neende chura kar
Le hi liya hai
Mera imtihaan

Kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein hamse hua hai pyar

Bin tere bin tere
Kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein hamse hua hai pyar

Berukhi mein kya rakha hai
Bebasi mein kya rakha hai
Chaar din ki zindagi hai
Kal kya hoga kya pata hai

Berukhi mein kya rakha hai
Bebasi mein kya rakha hai
Chaar din ki zindagi hai
Kal kya hoga kya pata hai

Dil mein basa kar
Apna bana kar
Kyun ho gaye ho
Sanam bewafa

Bin tere bin tere
Kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein hamse hua hai pyar

Bin tere bin tere
Kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein hamse hua hai pyar

Tumse mil kar yeh laga tha
Ek armaan sa jaga tha
Teri aankhon mein hi kahin
Meri manzil ka pata tha..

Tumse mil kar yeh laga tha
Ek armaan sa jaga tha
Teri aankhon mein hi kahin
Meri manzil ka pata tha..

Daaman chhuda kar
Fassle badha kar
Kyun ho gaye ho
Humse juda

Bin tere bin tere
Kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein hamse hua hai pyar

Bin tere bin tere
Kaise jiyenge yaar
Keh do na keh do na
Tumhein hamse hua hai pyar