Aaja nach le song is from .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Aditya Chopra. This song was released on 30 Nov 2007.
Ta ta kit dhin ta ta dhin ta dhin
Jhanak jhanak jhan
Ta ta kit dhin, ta ta kit dhin
Dhanak dhanak dhan
Dhig dha dhig dha dhinak
Jhanak jhanak jhan

Mera jhumka utha ke laya re yaar ve
Jo gira tha bareli ke bazaar mein
Main to thumka laga ke sharma gayi
Boli ghunghar bandha denge main aa gayi
Mujhko nacha ke nach le..
Aaja nach le, nach le mere yaar tu nach le
Jhanak jhanak jhankar
Ho nach le nach le mere yaar tu nach le
Ab to luta hai bazar
Sab ko bhula ke nach le...
Aaja nach le, nach le mere yaar tu nach le
Jhanak jhanak jhankar
Ho.. nach le nach le mere yaar tu nach le
Ab to luta hai bazar..

Nach le, nach le zara nach le
Sar se uda ke nach le
Nach le, nach le zara nach le
Sar se uda ke nach le
Nach le, nach le zara nach le
Sar se uda ke nach le
Nach le, nach le zara nach le
Sar se uda ke nach le

Maine galti kari thi, meri nathni padi thi
Haan.. maine galti kari thi, meri nathni padi thi
Ki sone mein usko ranga gayi
Main ranga ke atariya pe aa gayi
Mohalle mein kaise mara-maar hai
Bole mochi bhi khud ko sonar hai

Sab ko nacha ke nach le
Aaja nach le, nach le mere yaar tu nach le
Jhanak jhanak jhankar
Ho.. nach le nach le mere yaar tu nach le
Ab to luta hai bazar..
Sab ko bhula ke nach le...
Aaja nach le, nach le mere yaar tu nach le
Jhanak jhanak jhankar
Ho.. nach le nach le mere yaar tu nach le
Ab to luta hai bazar..

Main to kamsin kali thi, zara tan ke chali thi
O ho. ho..
Main to kamsin kali thi, zara tan ke chali thi
Aage jaa ke gali mein balkha gayi
Koi jaane jawaani kab aa gayi
Mere sadke zamane ki kamaai re
Mujhe deta udhaari halwaai re