Bhula bhatka path hara song is from and it is sung by , and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
bhula bhatka path hara man
sharan tumhari aaya
kah do he gopal
kah do, kah do he gopal
kah do he gopal
ab to kah do he gopal
milegi charan kamal ki chhaya
bhula bhatka path hara man

deen dukhi jo dwaar tumhare
deen dukhi jo dwaar tumhare
aaye dono hath pakhare
kya na use doge girdhari
kya na use doge girdhari
apni mamta maya
apni mamta maya
kah do he gopal
ab to kah do he gopal
milengi charan kamal ki chaya
bhula bhatka path hara man

girdhar meri laaz bachao
meri bigdi baat banao
mathe par na kalank lage
mathe par na kalank lage
parbhu mathe par na kalank lage
parbhu maine shish jhukaaya
maine shish jhukaaya
kah do he gopal
ab to kah do he gopal
milengi charan kamal ki chhaya
bhula bhatka path hara man

bhaj govind govind gopala
bhaj govind govind gopala
bhaj gopala, bhaj gopala
bhaj gopala, bhaj gopala
bhaj govind govind gopala
bhaj govind govind gopala
bhaj govind govind gopala