zulmii sang aankh ladii, zulmii sang aankh ladii resakhii main kaa se kahuun, rii sakhii kaa se kahuunjaane kaise ye baat badhii,zulmii sang aankh ladii revo chhup chhupake bansarii bajaaye,vo chhup chhupake bansarii bajaaye revo chhup chhupake bansarii bajaaye,sunaaye mujhe mastii men duubaa huaa raag remohe taaron kii chhaanv men bulaaye,churaaye merii nindiyaa, main rah jaauun jaag re,
lage din chhotaa, raat badii,zulmii sang aankh ladii rebaaton baaton men rog badhaa jaaye,baaton baaton men rog badhaa jaaye re,baaton baaton men rog badhaa jaaye,hamaaraa jiyaa tadape kisiike liye shaam se,meraa paagalapanaa to koii dekho,pukaaruun main chandaa ko saajan ke naam se,phirii man pe jaaduu kii chhadii,zulmii sang aankh ladii re