LyricsTashan

Zindagi Waqt Ka Aaina Hain Lyrics - Akarshan | Raj Babbar | Rohini Hattangadi | Parveen Babi | Ajit Singh | Kavita Krishnamurthy

in Movies

Watch the Video

Song Information

Zindagi waqt ka aaina hain song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tanvir Ahmed. This song was released on 07 Oct 1988.

Lyrics

Zindagi waqt ka aaina hain
Jisame apna hi chehara
Anjaana sa lagata hain
Jisako samajho apna woh
Begaana sa lagata hain
Begaana sa lagata hain
Zindagi waqt ka aaina hain


Jhuta hain duniya ka mela
Jhuti duniyadaari
Phir kyun deti palakon ko
Khwabon ki jimmedaari
Dur talak faila koyi
Viraana sa lagata hain
Jisako samajho apna woh
Begaana sa lagata hain
Begaana sa lagata hain
Zindagi waqt ka aaina hain


Thehari thehari kadamon se
Manzil ki kya ummeedein
Behtar hai chup rahe ke
Apane honto ko hi si de
Jisko dekho aaj wahi
Deewaana sa lagata hain
Jisako samajho apna woh
Begaana sa lagata hain
Begaana sa lagata hain
Zindagi waqt ka aaina hain


Kise pata kab kisi mod pe
Rahe na apna mann
Jise na jaana usi ki tarah
Ho jaaye aakrshan
Jara gaur se dekho toh
Afsaana sa lagata hain
Jisako samajho apna woh
Begaana sa lagata hain
Begaana sa lagata hain


Zindagi waqt ka aaina hain
Jisame apna hi chehara
Anjaana sa lagata hain
Jisako samajho apna woh
Begaana sa lagata hain
Begaana sa lagata hain
Zindagi waqt ka aaina hain.

Related Songs

More songs from Akarshan (1988)
More songs of Raj Babbar
More songs of Rohini Hattangadi
More songs of Parveen Babi
More songs of Ajit Singh
More songs of Kavita Krishnamurthy