Ae khuda yeh bata song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Tanvir Ahmed. This song was released on 07 Oct 1988.
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun


Dur tak dhund hi dhund aaye najar
Dhund aise ki ghum ho gayi rehgujar
Ek dil de diya uljhane is kadar
Kitana mushkil raha zindagi ka safar
Zindagi ka safar zindagi ka safar
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun


Aise chaah pakad mein fasaaya hi tha
Jise apna kaha woh paraaya hi tha
Tune aankhon ko sapane diye kyun bata
Maine sapane sajaaye meri kya khata
Meri kya khata meri kya khata
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun


Zindagi ban gayi dard ki daastaan
Badguma ho gaye yeh jamin aasmaan
Hai ajab char su ghum ki parchhayiya
Tu hi batala ke abb jaau bhi toh kahaan
Jaau bhi toh kahaan jaau bhi toh kahaan
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun


Mere haathon se kyun
Dhoop ke saaye ghane
Behaki raaton na aaya koi thamane
Rahpar kyun lage raah mein lutane
Dubate waqt saahil raha saamane
Raha saamane raha saamane


Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun
Har kadam zindagi ek dhoka hain kyun
Ae khuda yeh bata aisa hota hain kyun.