Zindagi Tujh Ko Jiya Hai Lyrics - Jagjit Singh | Chitra Singh | Chitra Singh (Chitra Dutta)

1999

Lyrics

Zindagi tujh ko jiya hai
Koi afsos nahi
Zehar khud maine piya hai
Koi afsos nahi

Maine mujrim ko bhi
Mujrim na kaha duiya mein
Maine mujrim ko bhi
Mujrim na kaha duiya mein
Bas yahi zurm kiya hai
Koi afsos nahi
Zehar khud maine piya hai
Koi afsos nahi

Meri kismat mein
Jo likkhe the uhi kanto se
Meri kismat mein
Jo likkhe the uhi kanto se
Dil ke zakhmo ko siya hai
Koi afsos nahi
Zehar khud maine piya hai
Koi afsos nahi

Ab gire sang ke sisho ki
Hu bearish fakir
Ab gire sang ke sisho ki
Hu bearish fakir
Ab kafan odh liya hai
Koi afsos nahi
Zehar khud maine piya hai
Koi afsos nahi.