Zindagi roj naye rang mai song is from and it is sung by , , and .It stars Kumar Gaurav, Anamika Pal and Raj Babbar in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Kuljit Pal. This song was released on 10 Aug 1990.
zindagi zindagi zindagi zindagi zindagi zindagi
zindagi roz naye rang mai dhal jati hai
zindagi roz naye rang mai dhal jati hai
kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai

kabhi dushman to kabhi

kabhi chha jaye baras jaye ghata bemausam

kabhi ek bund ko bhi kabhi ek bund ko bhi ruh taras jati hai
kabhi ek bund ko bhi ruh taras jati hai
kabhi ek bund ko bhi ruh taras jati hai
kabhi ek bund ko bhi ruh taras jati hai
zindagi roz naye rang mai dhal jati hai zindagi roz naye

jab koi apna chala jaye chhuda kar daman

dil ke armano pe haye dil ke armano pe talwar si chal jati hai
dil ke armano pe talwar si chal jati hai
dil ke armano pe talwar si chal jati hai
zindagi roz naye rang mai dhal jati hai zindagi roz naye

tut jate hai bikhar jate hai moti sare
tut jate hai bikhar jate hai moti sare
tut jate hai bikhar jate hai moti sare
pyar ki mala kahi pyar ki mala kahi se bhi jo kat jati hai
pyar ki mala kahi se bhi jo kat jati hai
pyar ki mala kahi se bhi jo kat jati hai
pyar ki mala kahi se bhi jo kat jati hai
zindagi roz naye rang mai dhal jati hai zindagi roz naye

mere mahbi pe na ja mere gunaho ko na gin

kaun hai jis se kabhi kaun hai jis se kabhi bhul na ho pati hai
kaun hai jis se kabhi bhul na ho pati hai