Zindagi mojizah sa, bandagi mojizah sa song is from and it is sung by .It stars Gauri Karnik, Reema Lagoo and Anjana Mumtaz in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Nasreen. This song was released on 31 Aug 2011.
zindgi mojiza, bandagi mojiza
har khusi mojiza, ai khuda ai khuda
zindgi mojiza, bandagi mojiza
har khusi mojiza, ai khuda ai khuda
ya habibi, ya habibi, ya habibi
ya habibi, ya habibi, ya habibi

waqt ka kya thikana, kab jaane kya ho jayega
waqt ka kya thikana, kab jaane kya ho jayega
aaj hai ye jo moka, kal panah ho jayega
naach gaa le, jashn mana le
naach gaa le, jashn mana le
aage na jaane ho kya
aage na jaane ho kya, ai khuda
ya habibi
zindgi mojiza, bandagi mojiza
har khusi mojiza, ai khuda ai khuda

khusnuma hai ye kitna, sang tumhare najara
zindgi me kabhi ab bichhade nahi hum dubara
hale dil mai apna tumase
hale dil mai apna tumase kaise karu ab baya
kaise karu ab baya, ai khuda
ya habibi
zindgi mojiza, bandagi mojiza
har khusi mojiza, ai khuda ai khuda
ya habibi, ya habibi, ya habibi, ya habibi