Darwaje Khul Gaye Hai Humare Nasib Ke, Mera Sar Hai Or Dare Mustafa Lyrics - Bas Ek Tamanna | Onkar | Humsar Hayat
in Movies
Watch the Video
Song Information
Darwaje khul gaye hai humare nasib ke, mera sar hai or dare mustafa song is from Bas Ek Tamanna (2011) and it is sung by Onkar and Humsar Hayat.It stars Gauri Karnik, Reema Lagoo and Anjana Mumtaz in leading roles. This song is penned by Manthan and composed by Onkar. It is produced by Nasreen. This song was released on 31 Aug 2011.
Lyrics
akbar allah allah hu akbar, oo allah hu akbar
darwaje khul gaye hai, khul gaye hai
hamare nasib ke, nasib ke
jalwe nigha mai hai, dayaare habib ke
mera sar hai aur dare mustafa
mera sar hai aur dare mustafa mere dil ka haal ajib hai
mera sar hai aur dare mustafa mere dil ka haal ajib hai
mera sar hai aur dare mustafa
mera sar hai aur dare mustafa mere dil ka haal ajib hai
mujhe le ke aayi yaha dua
mujhe le ke aayi yaha dua ye meri dua ka nasib hai
mera sar hai, haa mera sar hai
mera sar hai, sar ye aur dare mustafa, mera sar hai
laakh thukarao mano pao se kya hota hai
laakh thukarao mano pao se kya hota hai
sar kahi aap ke kadmo se juda hota hai
mera sar hai, haa mera sar hai
mera sar hai, sar ye aur dare mustafa, mera sar hai
ye wo jalwa hai jo sabke mukadar me nahi hota
ye wo jalwa hai jo sabke mukadar me nahi hota
wo hi aate hai iss dar par jine molla bulate hai
molla, molla bulate hai
ilahiraham parma aasuo ki bejubani par
duaaye magate jate hai aur hum roye jate hai
mera sar hai, haa mera sar hai
mera sar hai, sar ye aur dare mustafa, mera sar hai
yaha darde dil ki dawa mile, yaha darde dil ki dawa mile
yaha aasuo ka sila mile, yaha aasuo ka sila mile
yaha roiye to maja mile, yaha roiye to maja mile
yaha dhudiye to khuda mile, yaha dhudiye to khuda mile
yaha dhudiye to khuda mile, ye mera dayaare habib hai
ye mera dayaare habib hai, ye mera dayaare habib hai
mera sar hai, haa mera sar hai
mera sar hai, sar ye aur dare mustafa, mera sar hai
tere aasita se lagi hai lo, tere aasita se lagi hai lo
mai yahi jiu mai yahi maru, mai yahi jiu mai yahi maru
isi dar pe beth ke raat din, isi dar pe beth ke raat din
mai nabi ka naam rata karu, mai nabi ka naam rata karu
mai nabi ka naam rata karu, mujhe ab kisi se garaj nahi
mujhe ab kisi se garaj nahi meri dhun ajibo garib hai
mera sar hai, haa mera sar hai
mera sar hai, sar ye aur dare mustafa, mera sar hai
molla mere molla mere, mere molla molla
molla mere molla mere, mere molla molla
mera gham ajib hai ya nabi badi kasmekas me hai zindgi
badi kasmekas me hai zindgi, badi kasmekas me hai zindgi
wo hi dard hai wo hi bebasi, mere samane hai bhwar kai
mere samane hai bhwar kai, mere samane hai bhwar kai
meri naao ko tu bacha bhi le
meri naao ko tu bacha bhi le ke ye dubane ke karib hai
meri naao ko tu bacha bhi le ke ye dubane ke karib hai
meri naao ko tu bacha bhi le dubo de ya ise tu paar kar de
ye teri marji uta kar manie kashti chhod di
tere sahare par meri naao ko tu bacha bhi le
meri naao ko tu bacha bhi le ye mera dayaare habib hai