Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gulshan Kumar. This song was released on 01 Jan 1995.
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga

Tu mila hai to ye ahsas hua hai mujhko
Ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai
Ek jara sa gume dora ka bhi haq hai jis par

Maine wo sans bhi tere liye rakh chodi hai
Tujhpe ho jaunga
Tujhpe ho jaunga kurban tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain

Teri har chap se jalte hai khyalo mein charag
Jab bhi tu aaye jagata hua jadu aaye
Tujhko chu lu to fir e jane tamnna mujhko

Der tak apne badan se teri khusbu aaye
Tu baharo ka hai
Tu baharo ka hai unwan tujhe chahunga
Main to mar kar bhi
Main to mar kar bhi meri jan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi pyar kiya karte hain.