Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronKho raha chain-o-amanKho raha chain-o-amanHaan mushkilon mein hai watanSarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaronZindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronIk taraf pyaar hai, chahat hai, wafaadari haiIk taraf desh mein, desh meinIk taraf desh mein dhokha hai, gaddaari haiBastiyaan sehmi hui, sehma chaman sara haiGam mein kyun dooba hua aaj sab nazara haiAag paani ki jagah abra jo barsaayengeLehlahaate huye sab khet jhulas jaayengeJaayenge jaayengeKho raha chain-o-amanKho raha chain-o-amanHaan mushkilon mein hai watanSarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaronZindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronZindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronHaan kho raha chain-o-amanKho raha chain-o-amanHaan mushkilon mein hai watanSarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaronZindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron
Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronChand sikkon ke liye tum na karo kaam buraNa karo kaam bura, na karo kaam buraNa karo kaam bura, na karo kaam buraHar buraai ka sada hota hai anjam buraHar buraai ka bas hota hai anjam buraAnjam bura, anjam bura, anjam buraAnjam bura, anjam buraZurm waalon ki kahan umra badi hai yaaronInki raahon mein sada maut khadi hai yaaronZulm karne se sada zulm hi haasil hogaJo na sach baat kahe woh koi buzdil hogaSarfaroshon ne lahu de ke jise seencha haiAise gulshan ko ujadne se bacha lo yaaronSarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaronYaaron, yaaron, yaaronZindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronZindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaronKho raha chain-o-amanKho raha chain-o-amanMushkilon mein hai watanMushkilon mein hai watanSarfaroshi ki shama dil mein jala lo yaaron[Zindagi maut na ban jaye sambhaalo yaaron] x 5