.It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Zindagi kya baat hai,
Zindagi kya baat hai
Zindagi kya baat hai,
Zindagi kya baat hai


Zindagi khola samandar
Jis mein doobi kashtiyaan
Zindagi veeraan banjar
Jisse uth gayi bastiyaan
O, zindagi khola samandar
Jis mein doobi kashtiyaan
Zindagi veeraan banjar
Jisse uth gayi bastiyaan


Jisko kehte ho janam
Voh maut ki shuruaat ho
Zindagi kya baat hai,
Zindagi kya baat hai
Zindagi kya baat hai,
Zindagi kya baat hai


Itna na maayus ban tu,
Kar zara zindaadili
Kyoon nahin dikhti tu hai
Voh khopr par khilti kali
Itna na maayus ban tu,
Kar zara zindaadili
Kyoon nahin dikhti tu hai
Woh khopr par khilti kali
Jisko kehte ho andhera
Din ki woh shuraat hai
Zindagi kya baat hai,
Zindagi kya baat hai
Zindagi kya baat hai,
Zindagi kya baat hai.