Zindagi ko jeena hain to song is from and it is sung by and .It stars Tinnu Anand, Sulabha Arya and Arun Bakshi in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Lokesh Bali, Sanjay Bali. This song was released on 01 Jan 2018.
ho ho ho ho ho ho ho
o o o o o o ho ho
jindagi ko jeene hai to suno ye pyaam ae he aawa aawa ae he
baato ko nahi yaha kaam ko salaam ae he aawa aawa ae he
jindagi ko jeene hai to suno ye pyaam re
baato ko nahi yaha kaam ko salaam re
soch nahi yaar mere soch buri chij hai
jeene ki to bus ek yahi tarkeeb hai
ban ke sayana maal paani kamana sikh le
hai na babu hai na babu
jindagi ko jeena hai to suno ye pyaam
baato ko nahi yaha kaam ko salaam

baat apun ki baat pate ki
hai ye gyaan ki bhasha arey note kamana
sikh le varna sab toula tu masha
iss nagri ki baat ajab hai sun le mere jaani
arey jaani himmat rakh tu sikh la dega
tujhe mumbai ka paani
babu samjhe ki nahi
soch samjh ke hal hai nikala
paisa nahi pas to ujala bhi hai kala
mano ya na mano hai jamane ki ye reet
doulat ho jeb me to lallu bhi hai lala
do rangi duniya me kaise pahchane ye
kiska hai kya armaan kya hai kiske dil me
kitne paani me hai kon pyar tu khud hi jaan re
jindagi ko jeene hai to suno ye pyaam ae he aawa aawa ae he
baato ko nahi yaha kaam ko salaam ae he aawa aawa ae he

kon kahta hai ki insaan se juda hai khuda
arey kon kahta hai ki insaan se juda hai khuda
jo sahi waqt pe pahuche wahi insaan hai khuda
ho ho ho ho ho ho ho
o o o o o o ho ho
gir ke sambhlna sambhl kr chlna
ae babu aise kaise dekhta hai chlna
gir ke sambhlna sambhl kr chlna
ae babu aise kaise dekhta hai chlna
naino ki katar buri ishq ki hai maar buri
gori gori sohni sohni dekh ke fislnaa
kya aashiq dildaar kya chaht or kya pyar
aajkl to duniya doulat ka darbar
kal ki kare pooja arey bhool ke sare raam naam
jindagi ko jeene hai to suno ye pyaam ae he aawa aawa ae he
baato ko nahi yaha kaam ko salaam ae he aawa aawa ae he
soch nahi yaar mere soch buri chij hai
jeene ki to bus ek yahi tarkeeb hai
ban ke sayana maal paani kamana sikh le
hai na babu hai na babu
jindagi ko jeena hai to suno ye pyaam
baato ko nahi yaha kaam ko salaam