Yeh jo teri payalon ki chhan chhan aashiqo ke dil song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Lokesh Bali, Sanjay Bali. This song was released on 01 Jan 2018.
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki, ye dhadkan hai
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki, ye dhadkan hai
chan chan sune jaye, haye haye kare jaye
payal hai teri ya garjan hai
ye jo teri, paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki, ye dhadkan hai

ban ke diwana mera picha na kar
ban ke diwana mera picha na kar
teri meri yari honi muskil hai
kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke tu
aashik nahi mera dusman hai
ye jo teri paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai

julf se lekar jhanjhar tak tu jannat ka ek najara hai
julf se lekar jhanjhar tak tu jannat ka ek najara hai
lagta hai rab ne tujhko jami pe mere liye utara hai
khwab itne suhane dekh na o diwane
tujhpe fida ho jau mai dil mera na ye mane
yahi to samjh nahi paya hu mai
yahi to samjh nahi paya hu mai
aisi bhi kya teri meri anban hai
chan chan sune jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya garjan hai
ban ke diwana mera picha na kar
teri meri yari honi muskil hai
teri meri yari honi muskil hai

de denge teri khatir ja bhi sabhi yahi kahte hai
de denge teri khatir ja bhi sabhi yahi kahte hai
najar sabhi ki or kahi to kadam kahi rahte hai
ho aisa nahi mai awara dil nahi mera banjara
is kadar bhi akad na na samjh bechara
ise samjhana jara muskil hai
ise samjhana jara muskil hai
der se manegi par mumkin hai
chan chan sune jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya garjan hai
ye jo teri paylo ki chan chan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai
aashiko ke dil ki ye dhadkan hai