Zindagi denewale sun, teri duniya se dil bhar gaya song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by S M Sundaram. This song was released on 01 Jan 2018.
zindagi dene vale sun teri duniya se dil bhar gaya
mai yaha jite ji mar gaya
zindagi dene vale sun teri duniya se dil bhar gaya
mai yaha jite ji mar gaya

raat katati nahi din guzarata nahi
zakhm aisa diya hai ke bharta nahi
aankh viraan hai dil pareshaan hai
gam ka saaman hai jaise jaadu koi kar gaya
zindagi dene vale sun

bekhata tune mujh se khushi chhin li
zinda rakha magar zindagi chhin li
kar diya dil ka khun chup kaha tak rahun
saaf kyu na kahu tu khushi se meri dar gaya
zindagi dene vale sun teri duniya se dil bhar gaya
mai yaha jite ji mar gaya
zindagi dene vale sun