Zindagi Bin Pyar Ke Lyrics - Helen | Aruna Irani | Pooja Batra | Kumar Sanu

1998

Lyrics

Zindagi bin pyar ke
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai
Ha yeh chahat bahut jaruri hai
Zindagi bin pyar ke
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai
Ha yeh chahat bahut jaruri hai
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai

Taqdeer walo ko milti hai chahat
Hoti kaha hai sabpe inayat
Taqdeer walo ko milti hai chahat
Hoti kaha hai sabpe inayat
Har shyam kya sinduri hai
Zindagi bin pyar ke
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai
Ha yeh chahat bahut jaruri hai
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai

Jab yaad aata hai guzra zamana
Padta hai aankhon ko aansu bahana
Jab yaad aata hai guzra zamana
Padta hai aankhon ko aansu bahana
Har raat ab benuri hai
Zindagi bin pyar ke
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai
Ha yeh chahat bahut jaruri hai
Zindagi bin pyar ke
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai
Ha yeh chahat bahut jaruri hai
Zindagi bin pyar ke
Adhuri hai adhuri hai.