Zindagi Bahaar Hai Lyrics - New Delhi | Jabeen Jalil | Vyjayanthimala | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Zindagi bahaar hai song is from New Delhi (1956) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Jabeen Jalil, Vyjayanthimala, Kishore Kumar, Nana Palsikar in leading roles. This song is penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal) and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. It is produced by Mohan Segal. This song was released on 06 Nov 1956.
Lyrics
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Dil se dil ko pyar hai
Phir kyu darna sansar se
Dil se dil ko pyar hai
Phir kyu darna sansar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Mai gumshum tum bhi chup the
Mai gumshum tum bhi chup the
Par aankho ne sab kah dala
Par aankho ne sab kah dala
Aaha mere pyar ne
Pahani war mala
Mere pyar ne
Pahani war mala
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Dil se dil ko pyar hai
Phir kyu darna sansar se
Dil se dil ko pyar hai
Phir kyu darna sansar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Mai nachu mera man nache
Mai nachu mera man nache
Mere sang sang sara jag nache
Mere sang sang sara jag nache
Machi dhum khushi ki dhun baje
Machi dhum khushi ki dhun baje
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Dil se dil ko pyar hai
Phir kyu darna sansar se
Dil se dil ko pyar hai
Phir kyu darna sansar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se
Zindagi bahar hai
Mahobat ki bahar se.