Koi Mere Sapno Lyrics - New Delhi | Jabeen Jalil | Vyjayanthimala | Kishore Kumar | Lata Mangeshkar
in Movies
Watch the Video
Song Information
Koi mere sapno song is from New Delhi (1956) and it is sung by Lata Mangeshkar.It stars Jabeen Jalil, Vyjayanthimala, Kishore Kumar, Nana Palsikar in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi. It is produced by Mohan Segal. This song was released on 06 Nov 1956.
Lyrics
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire phir mere
Man me samaya
Ye na puchho phir
Kya huya oo phir
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ye na puchho phir
Kya huya oo phir
Phulo ne sindur chhidka
Phulo ne sindur chhidka
Mosam ka dil aaj kal ka
Mosam ka dil aaj kal ka
Chhalake baharo se masti
Chhalake baharo se masti
Jadu hai unki nazar ka
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ye na puchho phir
Kya huya oo phir
Naina mile kho gayi mai
Naina mile kho gayi mai
Balam ki ab ho gayi mai
Balam ki ab ho gayi mai
Sapno ki rimjhim na puchho
Sapno ki rimjhim na puchho
Madhosh ho so gayi mai
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ho ye na puchho
Phir kya huya oo phir
Koi mere sapno me aaya
Dhire dhire man me samaya
Ho ye na puchho
Phir kya huya oo phir.