Zara zara tu song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by K K Chug, Siddarth Anand. This song was released on 01 Jan 2018.
Zara zara tu pyar kar mere karib aa
Zarazara tu pyar kar mere karib aa
Sama ye kah raha hai tu yu raat na gawa
Jawa hu mai jawa hai tu to ye kyu ye duriya
Sulag raha hai ye tan badan mujhko gale laga
Zara zara tu pyar kar


Azib dil ka hal ho gaya hai tere pyar me
Deewangi si chha gayi pehli hi bar me
Azib dil ka hal ho gaya hai tere pyar me
Deewangi si chha gayi pehli hi bar me
Deewangi ne bhi sanam pyar ka mazhaar
Sama ye kah raha hai tu yu raat na gawa
Zara zara tu pyar kar


Giri kahi jo bijaliya to dar ke mai simat gayi
Chhui mui si mai sanam khud me simat gayi
Giri kahi jo bijaliya to dar ke mai simat gayi
Chhui mui si mai sanam khud me simat gayi
Sharam se lal hoke maine muh chhupa liya
Sama ye kah raha hai tu yu raat na gawa
Zara zara tu pyar kar mere karib aa
Sama ye kah raha hai tu yu raat na gawa
Jawa hu mai jawa hai tu to ye kyu ye duriya
Sulag raha hai ye tan badan mujhko gale laga
Zara zara tu pyar kar.