Yeh zindagi hain ek juaa song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Prakash Mehra. This song was released on 15 May 1992.
Ikke ko badsah ne mara
Badsah jo begam se hara
Aur gulam qismat ka mara bechara


Ye zindagi hain ek juaa kabhi
Jit bhi kabhi har bhi
Yahan dushmano ki bhid mein
Jaa mil jayenge tujhe yar bhi
Tu khelta ja khelta ja
Baziyo pe baaziya
Khelta ja khelta ja
Baziyo pe baaziya, baaziya
Ye zindagi hain ek juaa kabhi
Jit bhi kabhi har bhi
Yahan dushmano ki bhid mein
Jaa mil jayenge tujhe yar bhi


Ek bazi tune jiti
Ek bazi maine hari
Ek bazi maine jiti
Ek bazi tune hari
Kon jita kon hara
Ye hain kissa bad ka
Ye zindagi hain ek
Juaa jit bhi kabhi har bhi
Yahan dushmano ki bhid mein
Jaa mil jayenge tujhe yar bhi


Jab talak hain band muthi hain
Vo hain pyare lakh ki
Aur jaise hi khuli ho jayegi vo khaq ki
Lakh kya aur khaq kya ye hain
Kissa bad ka
Ye zindagi hain ek juaa
Kabhi jit bhi kabhi har bhi
Yahan dushmano ki bhid mein
Jaa mil jayenge tujhe yar bhi


Ye zamana mujhse hain
Main zamane se nahin
Har fasana mujhse hain
Main fasane se nahin
Ek din zalim jaha
Meri dosti dohrayega
Ye zindagi hain
Ek juaa jit bhi kabhi har bhi
Yahan dushmano ki bhid mein
Jaa mil jayenge tujhe yar bhi
Tu khelta ja khelta
Ja baziyo pe baaziya
Khelta ja khelta ja
Baziyo pe baaziya, baaziya


Yeh zindagi hain ek juaa kabhi
Jeet bhi kabhi har bhi
Yahan dushmano ki bhid mein
Jaa mil jayenge tujhe yar bhi.