Yeh mujhe kya hua song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Oct 2014.
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Mujh pe chhai hai khumaari
Kyun lage main hun tumhari
Teri baate mulakaate
Karti hai mujh ko fanaa
Bin bole karti hai
Teri aankhein sab ye bayaan


Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Mujh pe chhai hai khumaari
Kyun lage main hun tumhari
Teri baate mulakaate
Karti hai mujh ko fanaa
Bin bole karti hai
Teri aankhein
Sab ye bayaan
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata


Tere bina mera sajan
Kati na kyun ye raate
Dabi dabi kahin ko
Baaki hai dil mein baate
Fikra hoti hai
Kya meri yeh bata
Teri baate sunke
Mar na jaaun kahin
Tere liya saari
Duniya hai meri
Bin bole karti hai
Sab ye bayaan
Yeh mujhe kya hua
Kya huaa tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya huaa tu bata


Bina kahein sunu tujhe
Hairaan hun main kaise
Bina chhunein mehsoos ho
Harsoo teri hi saansein
Zikra karti ho kya
Mera har jagaah
Nahin kabhi chhodo
Mujhe yaad nahin
Jaane bhi do jaana
Koi baat nahin
Bin bole karti hai teri
Aankh sab ye bayaan
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata
Yeh mujhe kya hua
Kya hua tu bata.