Rab piya (title) song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Oct 2014.
Lab se na kuchh bhi arz kiya
Arz kiya arz kiya
Kab se na kuchh bhi arz kiya
Arz kiya arz kiya
Ishq mein tere jog liya
Jag jogi wale phere mein
Jee bhar ke jala sat ka diya
Ulfat ka diya arz kiya
Piya piya piya piya rab piya
Anhad baja na kaano mein
Hum bhi shamil deewano mein
Ishq mein tere beqaraar
Dil daar mere yaar
Piya piya rab piya
Piya piya rab piya


Mann ye ishq mein kare man maani
Dil ki sune ye saddaa rab piya
Rab piya rab piya rab piya
Haske bole naino ka paani
Rag rag mein tu basaa
Tujhse hi hai meri hasti
Main sahil tu meri kashti
Teri main khidmat adaa
Dil daar mere yaar
Piya piya rab piya
Piya piya rab piya


Preet ki main pee huyi mastaani
Chham chham nachati phira
Tujhsaa koi na tera saani
Baahach teri maraan
Kaisi yeh chhayi mad masti
Mauj mauj hai dil ki basti
Tujh pe hi daaro madaar
Dil daar mere yaar
Piya piya rab piya
Piya piya rab piya


Rab piya piya rab piya
Rab piya piya rab piya
Piya piya rab piya
Piya piya rab piya
Rab piya..rab piya..
Rab piya..rab piya..