meharbaan likhu, hasina likhu ya dilruba likhu hairan hu ki aapko is khat me kya likhu ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na honaki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na honaki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag haitujhe mai chanda kahta tha magar usme bhi daag haitujhe suraj mai kahta tha magar usme bhi aag haitujhe itna hi kahta hu ki mujhko tumse pyaar hai tumse pyaar hai, tumse pyaar hai
ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na honaki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho tujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhungatujhe ganga mai samjhunga, tujhe jamuna mai samjhungatu dil ke paas hai itni tujhe apna mai samajhungaagar mara jaau ruh bhatakegi tere intzar me intzar me, intzar me ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na honaki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho ye mera prempatra padh kar ke tum naraz na honaki tum meri zindagi ho, ki tum meri bandagi ho