Yeh main yeh koovedaar song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 1997.
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto
Kya tum bhi ban gayeh ho tmashai dosto
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto


Yeh kya ke ek tire malamat na seh sake
Yeh kya ke ek tire malamat na seh sake
Honi hai khub khub ruswai dosto
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto


Ek baar usko meri nigaho se dekh lo
Ek baar usko meri nigaho se dekh lo
Phir khud kaho ke kaun hai saudai dosto
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto


Wo husn dil faroz ke jane harab hai
Wo husn dil faroz ke jane harab hai
Halke uda uski tamanai dosto
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto
Kya tum bhi ban gayeh ho tmashai dosto
Yeh main yeh koovedaar yeh tanhayi dosto.