Yeh Kya Hua Hai Lyrics - Abhishek Nailwal
2018 TSeries
About this song
- SONG: YEH KYA HUA HAI (UNPLUGGED)
- SINGER: ABHISHEK NAILWAL
- MUSIC DIRECTOR: VIJAYAA SHANKER
- LYRICS: RAVI BASNET
- MUSIC LABEL: T-SERIES
Lyrics
Kuch palon se yeh dil
Kahi bhi lagta nahi hai
Main kahin pe hun
Aur yeh mera dil kahin hai..(2x)
Soch raha hun
Kya ho gaya hai
Jadu sa mujhpe
Koi chal gaya hai
Yeh kya hua hai
Dil ko gaya hai..(2x)
Jaane kaun sa rasta
Dil ne hain chun liya
Jaane ankhon ne kaun sa
Khwaab hai bun liya
Bekhayali udar bhi hai
Hai wahi maajra
Raabta do dilo ka
Pyar se hai bhara
Ho soch raha hoon
Kya ho gaya hai
Jaadu sa mujh pe
Koi chal gaya hai
Yeh kya hua hai
Dil kho gaya hai..(2x)
Baat is pal ki agle pal
Yaad aati nahi
Kuch pataa na chale mujhe
Kya galat kya sahi
Oo jaa raha tha kahi magar
Rasthe mud gaye
Tum jahaan the khade ussi
Modd se jud gaye
Ho soch raha hoon
Kya ho gaya hai
Jaadu sa mujh pe
Koi chal gaya hai
Yeh kya hua hai
Dil ko gaya hai..(3x)