Yeh Kisi Ka Tasavur Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta)

1992

Lyrics

Yeh kisi ka tasavur hain,
Yeh kiska fasaana hain
Yeh kisi ka tasavur hain,
Yeh kiska fasaana hain
Jo ashk hain aansoon mein
Takbeeh ka daana hain

Aankhon mein nameen si hain
Chup-chup se woh baithe hain
Nazook si nighahon mein
Naazook sa fasaana hain

Yeh ishq naheen aasaan
Itna to samajh leeje
Ik aag ka dariyaa hain aur
Doob ke jaana hain

Ya woh the khafa humse,
Ya hum hain khafa unse
Kal unka zamaanaa tha,
Aj apna zamaana hain.