Ishq fanaa ka naam hain song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ishq fanaa ka naam hain
Ishq mein zindagi na de
Ishq fanaa ka naam hain,
Ishq mein zindagi na de
Jalwa-e-aaftaab ban
Jalwa-e-aaftaab ban,
Zarre mein roshni na de


Shauq ko rehnuma bana
Shauq ko rehnuma bana
Jo ho chuka kabhi na de
Aag dabi huyee nikaal
Aag bujhi huyee na de


Tujhko khuda ka waasta
Tu meri zindagi na de
Tujhko khuda ka waasta
Tu meri zindagi na de
Jiski sehar bhee shaam
Ho uski siyaah shabi na de
Jalwa-e-aaftaab ban
Jalwa-e-aaftaab ban,
Zarre mein roshni na de
Ishq fanaa ka naam hai,
Ishq mein zindagi na de.