Yeh kasak dil ki song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Sep 2006.
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi


Ek main ek tum ek deewar thi
Ek main ek tum ek deewar thi
Ek main ek tum ek deewar thi
Ek main ek tum ek deewar thi
Zindagi aadhi aadhi bati reh gayi
Zindagi aadhi aadhi bati reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi


Raat ki bheegi bheegi chhaton ki tarah
Raat ki bheegi bheegi chhaton ki tarah
Raat ki bheegi bheegi chhaton ki tarah
Raat ki bheegi bheegi chhaton ki tarah
Meri palko pe thodi nami reh gayi
Meri palko pe thodi nami reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi


Maine roka nahin woh chala bhi gaya
Maine roka nahin woh chala bhi gaya
Maine roka nahin woh chala bhi gaya
Maine roka nahin woh chala bhi gaya
Bebasi door tak dekhati reh gayi
Bebasi door tak dekhati reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi


Mere ghar ki taraf dhoop ki peeth thi
Mere ghar ki taraf dhoop ki peeth thi
Mere ghar ki taraf dhoop ki peeth thi
Mere ghar ki taraf dhoop ki peeth thi
Aate aate idhar chaandani reh gayi
Aate aate idhar chaandani reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi
Zindagi mein tumhari kami reh gayi
Yeh kasak dil ki dil mein chubhi reh gayi.