Yeh duniya kaisi hai bhagwan,Jahan mar mar jiye insanKahene do tum aaj mujhe,Afsana ek dukhiyaree kaJis key bhole mann meinEk din laga tir shikaree kaPyar huwa dono mein phir bhee,Nikle nahee armanYeh duniya kaisiDip khushee key bujh gaye jal key,Lag gayee aag jawanee meinJag wale ne jeher milaya,Pyar key mithe panee meinBichhad gaya, bichhad gayaNaiyya se khiwaiya,
Aaya woh tufanYeh duniya kaisiPadee hai uss bekas kee naiyya,Abb tak gham key dhare pehChhod jise bedard khiwaiya,Pahuncha aap kinare pehChar dino me pyar kee kasme,Bhul gaya nadanYeh duniya kaisiRotee hai din rat woh birhan,Yaad men pyare sajan keeO malik insaf toh kar,Kya rit yahee hai jivan keeLut key ek nirdhan kee duniya,Mouj kare dhanwanYeh duniya kaisi.