Yeh baat koi song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by G.P. Sippy. This song was released on 01 Jan 1951.
Yeh baat koi samjhaaye re
Kyun aaj nazar sharmaaye re
Yeh baat koi samjhaaye re
Kyun aaj nazar sharmaaye re


Maine dil se kaha, kya baat hain
Kaha dil ne, milan ki raat
Maine dil se kaha, kya baat hain
Kaha dil ne, milan ki raat


Kaahe ghunghat men, mukhda chupaaye re
Kyun aaj nazar sharmaaye re
Yeh baat koi samjhaaye re
Kyun aaj nazar sharmaaye re


Mera mannwa, manaaye rang raliya
Paas aa gayi hain saajan ki galiyan
Mera mannwa, manaaye rang raliya
Paas aa gayi hain saajan ki galiyan


Meri chunri hawa me lehraai re
Kyun aaj nazar sharmaaye re
Yeh baat koi samjhaaye re
Kyun aaj nazar sharmaaye re


O dekho dekho baji shehnaaiya
Mohe aane lagi angdaaiyan
O dekho dekho baji shehnaaiya
Mohe aane lagi angdaaiyan


Meri patli kamar bal kahaai re
Kyun aaj nazar sharmaaye re
Yeh baat koi samjhaaye re
Kyun aaj nazar sharmaaye re.