Ye Rahi Meri Jawani Lyrics - Ganga Aur Suraj | Aruna Irani | Sunil Dutt | Shashi Kapoor | Asha Bhosle | Mohammed Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Ye rahi meri jawani song is from Ganga Aur Suraj (1980) and it is sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.It stars Aruna Irani, Sunil Dutt, Shashi Kapoor, Reena Roy in leading roles. This song is penned by Asad Bhopali and composed by Laxmikant Pyarelal. It is produced by N. A. Suresh. This song was released on 29 Feb 1980.
Lyrics
Pada tumhara kabhi bijliyo se kam nahi
Jala ke khakh na kar du ho mera naam nahi
Jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
Jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
Ye rahi meri jawani jawani
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani
Ho wo hansi ada kaaha hai
Mere hosh jo udaye
Wo hansi ada kaaha hai mere hosh jo udaye
Na karo garur itna, itna
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Ye rahi meri jawani
Mai hu kitni khubsurat o ho
Mai hu kitni khubsurat nahi kahne ki jarurat
Kaise kaise mere diwane tauba tauba
Mujhse kya khushi bhi begane taub tauba
Mai hu kitni khubsurat nahi kahne ki jarurat
Mujhe dekhne se pehle zara dil ko apne kurad
Koi hai jo aage badke badke
Koi hai jo aage badke tumhe aaina dikhaye
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani
Tum hasin ho to hogi ha
Tum hasin ho to hogi nahi mai bhi kam kisi se
Tu pharaib kha na jana kahi
Meri sadgi se, sadgi se
Maze aaj le raha hu mai tumhari berukhi se
Mera dil dube dube aaye aaye
Mera dil dube dube aaye ye garur tut jaye
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Ye rahi meri jawani
Tum lutere ho magar bas chalega na idhar
Phul nahi milte naye kanto pe hi kar lu basar
Aaj kanto pe sahi kal phul bhi barsaogi
Mai jaha tumko bulaunga chali aaogi
Jao tum jaise nazar baz bahut dekhe hai
Ye garur aur ye andaz bahut dekhe hai
Jab na honge kahi ek roz bhi didar mere
Kache dhage se bandhe aayenge sarkar mere
Dil ke bahlane ko bhane de khayal achha hai
Hum mare jate hai tum kahte ho ha ha
Arey achha hai
Na karo garur itna, itna
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Na karo garur itna kahi bat bad na jaye
Jise ishq ka ho dava mere samne to aaye
Ye rahi meri jawani jawani
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani koi aag to bujhaye
Ye rahi meri jawani.